LYRIC

Singers : KK and Sunidhi Chauhan

Music by : Himesh Reshammiya

Lyrics by : Sudhakar Sharma

Male : Aeyaa hoo…

Male : Bardaasht nahi kar sakta
Ab door nahi reh sakta ek din
Bardaasht nahi kar sakta
Ab door nahi reh sakta ek din
Tere bin

Male : Aeyaa hoo…

Male : Bardaasht nahi kar sakta
Ab door nahi reh sakta ek din
Bardaasht nahi kar sakta
Ab door nahi reh sakta ek din
Tere bin

Male : Aeyaa hoo…

Female : Aeyaa hoo…

Male : Yeh ishq wishq to yaar bada hai kamaal
Yeh paida karta hai lakhon sawaal
Yeh ishq wishq to yaar bada hai kamaal
Yeh paida karta hai lakhon sawaal

Female : Kayi khwab yeh dikhata hai
Kayi dard yeh jagata hai
Yeh mushkile badata hai
Jannat bhi yeh dikhata hai

Male : Jannat se door jaaye kahan
Jaaye kahan jaaye kahan

Female : Aeyaa hoo…

Male : Bardaasht nahi kar sakta
Ab door nahin reh sakta ek din
Bardaasht nahi kar sakta
Ab door nahi reh sakta ek din
Tere bin

Male : Aeyaa hoo…

Carnatic : ……………….

Female : Aeyaa hoo…

Male : Jo na ho aarzo to aashiqui hai kya
Jo sanam na mile to zindagi hai kya
Jo na ho aarzo to aashiqui hai kya
Jo sanam na mile to zindagi hai kya

Female : Yeh aashiqui lubhati hai
Lekin bada satati hai
Nazdikiyan laati hai
Kabhi dooriyan badhati hai

Male : Mit jaane do yeh dooriyan
Yeh dooriyan yeh dooriyan

Female : Aeyaa hoo…

Male : Bardaasht nahi kar sakta
Ab door nahi reh sakta ek din
Bardaasht nahi kar sakta
Ab door nahi reh sakta ek din
Tere bin

Male : Aeyaa hoo…


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT