Bairi Piya Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Bairi Piya Song Lyrics is a track from Shreya Ghoshal Official Hindi Album -2026, Starring Shreya Ghoshal and Team. This song was sung by Shreya Ghoshal. Music was composed by Keshav Tyohar and Aditya Kalway and lyrics work penned by Alok Ranjan Srivastava and Anurag Mishra.

 

 

 

 

Humming : Bair bair bair bair piya…(4)

 

Female : Nainon se karun tore sang batiya
Sun na lein chanda sitaare ratiya
Bol dun bol jo lab se tujhe
Haan laaj ke maare mar jaun na piya

 

Female : Ghabraye mora jiya
Tune mora naam jo liya
Kaisa mohe ghaav ye diya
Bairi piya

 

Female : Akhiyaan akhiyon mein kyun daare na
Bol na bole bin kaahe jaane na
Haule se mora haath kyun thaame na
Bairi piya

 

Female : Kaliyan nadiyan sab sunlengi
Sakhiyan saari mohe chhedengi
Haule se mora haath kyu thaame na
Bairi piya

 

Humming : Bair bair bair bair piya…(4)

 

Music : …………….

 

Female : Aa zara dekh le tu nainon mein saare
Jo hain sawaare
Raaz hain ghul rahe
Sun yeh kya keh rahe
Hain jo khamoshiyon mein baaton mein waasi
Baatein kahaan re
Bas ishaaron mein chal
Aaj dono bahein

 

Female : Piyaaaaa…kaahe piya
Samjhe na batiyaan beeti jaaye ratiyaan re
Kaahe tu ne kaam yeh kiya
Tune mora naam jo liya
Kaisa mohe ghaav yeh diya
Bairi piya

 

Female : Haan akhiyaan akhiyon mein kyun daare na
Bol na bole bin kaahe jaane na
Haule se mora haath kyun thaame na
Bairi piya

 

Female : Kaliyan nadiyan sab sunlengi
Sakhiyan saari mohe chhedengi
Haule se mora haath kyu thaame na
Bairi piya

 

Humming : Bair bair bair bair piya…(4)

 

Music : …………….

 

Female : Akhiyaan akhiyon mein kyun daare na
Bol na bole bin kaahe jaane na
Kaliyan nadiyan sab sunlengi
Haule se mora haath kyu thaame na

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Shreya Ghoshal Official