LYRIC

Music By : Anu Malik

Singers : Sneha Pant, KK

Female : Aah, aah, aah, aah aah
Aah aah, aah
Aye dil, dil ki duniya mein
Aisa haal bhi hota hai
Baahar koi hansta hai
Andar koi rota hai
Aye dil, dil ki duniya mein
Aisa haal bhi hota hai
Baahar koi hansta hai
Andar koi rota hai
Aye dil, koi pehchaana nahin
Kisi ne yeh maana nahin
Kisi ne yeh jaana nahin
Kisi ko bataana nahin
Dard chhupa hai kahan
Aye dil, dil ki duniya mein
Aisa haal bhi hota hai
Baahar koi hansta hai
Andar koi rota hai

Female : O, hey, eh
Male : Tune mujhse vafaa nahin ki
Tujhko kaise vafaa milegi
Tune mujhko dard diya hai
Tujhko kaise davaa milegi

Female : Seene mein uthte hai armaan aise
Dariya mein aate hai toofan jaise
Kabhi kabhi khud hi maajhi
Kashti ko dubota hai
Aye dil, dil ki duniya mein
Aisa haal bhi hota hai
Baahar koi hansta hai
Andar koi rota hai

Male : Kaante chunkar tera daaman
Phoolon se main bhar jaaoonga
Isse badi sazaa kya hogi
Maaf tujhe main kar jaaoonga
Aa, eh aah

Female : Hogi kisi ko pehchaan kaise
Pyaar mein hote hain purbaan kaise
Humko yeh maaloom na tha
Pyaar bhi ek samjhauta hai
Aye dil, dil ki duniya mein
Aisa haal bhi hota hai
Baahar koi hansta hai
Andar koi rota hai
Aye dil, koi pehchaana nahin
Kisi ne yeh maana nahin
Kisi ne yeh jaana nahin
Kisi ko bataana nahin
Dard chhupa hai kahan

Male : Aye dil, dil ki duniya mein
Aisa haal bhi hota hai
Baahar koi hansta hai
Andar koi rota hai

Male : Aye dil, dil ki duniya mein
Aisa haal bhi hota hai
Baahar koi hansta hai
Andar koi rota hai.


Added by

Thendral

SHARE

ADVERTISEMENT