LYRIC

Music By : Anu Malik

Singers : Hariharan

Male : Nagmen hain shikve hain
Kisse hain baate hain

Male : Ohhhh hoo
Male : Nagmen hain shikve hain
Kisse hain baate hain
Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain
Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain
Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke
Chale jaane ke baad aati hain
Yaadein yaadein yaadein

Female Chorus : Sa ga re ga sa re ni sa sa sa – 2
Sa pa ma pa ma pa ga ma ga
Sa pa ma pa ma pa ga ma ma pa
Sa ga re ga sa re ni sa sa sa – 2

Male : Ye jeevan dil jaane
Dariya ka hai paani
Paani to beh jaaye
Baaki kya reh jaaye
Yaadein yaadein yaadein
Nagmen hain shikve hain
Kisse hain baate hain
Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain
Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke
Chale jaane ke baad aati hain
Male & Female Chorus : Yaadein yaadein yaadein

Female Chorus :  Aaa aa aa aa

Male : Nagmen hain shikve hain
Kisse hain baate hain
Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain
Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke
Chale jaane ke baad aati hain
Ey Yaadein Ai yaadein yaadein

Female : Yaadein Duniya mein yoon aana
Duniya se yoon jana
Aao to le aana jaao to de jana

Female : Nagmen hain shikve hain
Kisse hain baate hain
Yaadein yaadein yaadein
Baatein bhool jaati hain
Yaadein yaad aati hain
Yeh yaadein kisi dil-o-jaanam ke
Chale jaane ke baad aati hain
Yaadein yaadein ohh yaadein.


Added by

Thendral

SHARE

ADVERTISEMENT