LYRIC

Singers : Abhijeet Bhattacharya and Alka Yagnik

Music by : Rajesh Roshan

Male : Pyar karna..
Pyar karna hai tumko
Mujhse toh karna hoga..
Aitbaar..
Aitbaar..
Aitbaar..

Male : Iss nashe..
Iss nashe kaa
Nasha lena hai
Toh karna hoga
Aitbaar..
Aitbaar..
Aitbaar..

Female : Nain band hain mere
Dil hawale tere
Kar liya kar liya..
Aitbaar..
Aitbaar..
Aitbaar..

Female : Pyar karna..
Pyar karna hai
Tumko mujhse..
Toh karna hoga..
Aitbaar..

Male : Lab tere chhu liye
Ham pighalne lage
Lab tere chhu liye
Ham pighalne lage

Female : Aap toh mere dil
Me utarne lage

Male : Janey anjane me
Kya yeh karne lage

Female : Iss maze..
Iss maze kaa maza
Lena hai toh karna hoga
Aitbaar..
Aitbaar..
Aitbaar..

Male : Aage abb hoga kya
Sab mujhe hai pata
Kar liya kar liya
Aitbaar..

Female : Pyar sagar se gahra
Hai yeh jan le

Male : Koyi isaka kinara
Nahee man le

Female : Pyar se pyar ko
Aaj pahchan le

Male : Iss yakin..
Iss yakin kaa yakin
Karna hai toh karna hoga..
Aitbaar..
Aitbaar..
Aitbaar..


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT