LYRIC

Singers : Nikhil D’Souza and Anushka Manchanda

Music by : Abhishek Arora

Female : Aate jaate hanste gaate
Socha tha maine man mein kai baar
Woh pehli nazar halka sa asar
Karta hai kyun is dil ko bekaraar

Male : Ruk ke chalna chal ke rukna
Na jaane tumhe hai kiska intezaar

Male : Tera woh yakin kahin main to nahin
Lagta hai yehi kyon mujhko baar baar

Female : Aate jaate hanste gaate
Socha tha maine man mein kai baar

Male : Hothon ki kali kuch aur khili
Yeh dil pe hua hai kiska ikhtiyaar

Male : Ooo ooo
Ooo. oo


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT