LYRIC

Singer : Sohini Mishra

Music by : Suresh Yash

Lyrics by : Sohini Mishra

Chorus : Aarti kije shri ram lala ki
Aarti kije shri ram lala ki
Raghunandan sampurna kala ki
Raghunandan sampurna kala ki
Aarti kije shri ram lala ki

Chorus : Narayan nar bankar aaye
Raghukul nandan ram kahaye
Narayan nar bankar aaye
Raghukul nandan ram kahaye
Kaushalya sut rajivlochan
Dasharath sut hari bhavbhay mochan
Aarti kije shri ram lala ki

Chorus : Bharat laxman shatrughan sameta
Pragate ayodhya mein kripa aniket
Bharat laxman shatrughan sameta
Pragate ayodhya mein kripa aniket
Dhanush ban divyayudh dhari
Jan man ranjan avadh bihari
Aarti kije shri ram lala ki

Chorus : Guru vashisht se vidya paye
Vishwamitra ka yajna bachaye
Guru vashisht se vidya paye
Vishwamitra ka yajna bachaye
Tar ahilya mithila aaye
Janak suta se byah rachaye
Aarti kije shri ram lala ki

Chorus : Pita vachan hit van ko dhaye
Ravan vadh kar avadh ko aaye
Pita vachan hit van ko dhaye
Ravan vadh kar avadh ko aaye
Siya sang singhasan ko sajaye
Ram raj tribhuvan mein laye
Aarti kije shri ram lala ki

Chorus : Jai jai maryada avatari
Jai jai dhanush ban ke dhari
Jai jai maryada avatari
Jai jai dhanush ban ke dhari
Jai sita pati jai asurari
Jai raghunayak avadh bihari
Aarti kije shri ram lala ki

Chorus : Ram siya ki aarti pavani
Sakal dosh dukh tap nasavani
Ram siya ki aarti pavani
Sakal dosh dukh tap nasavani
Shiv aaj indra sant man bhavani
Panchroga tray tap mitavani
Aarti kije shri ram lala ki

Chorus : Ram charan mein jo chit lawe
Prem bhakti se gun yash gawe
Ram charan mein jo chit lawe
Prem bhakti se gun yash gawe
Akshay sukh yash vaibhav paave
Ant kal bhav se tar jave
Aarti kije shri ram lala ki
Raghunandan sampurna kala ki
Aarti kije shri ram lala ki…


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT