LYRIC

Singer : Arijit Singh

Music by : Jeet Gannguli

Male : Main jitna tumhein dekhun
Mann yeh na bhare
Main jitna tumhein sochun
Mann yeh na bhare

Male : In aakhon mein chhalakta hai
Mera pyar tera pyar
Kahin tujmein dhadakta hai
Mera pyar tera pyar

Male : Mera pyar tera pyar …. (2)

Male : Main jitna tumhein dekhun
Mann yeh na bhare
Main jitna tumhein sochun
Mann yeh na bhare

Male : Thoda sa mera hai… thoda tumhara
Mila-jula sa yeh khwaab hamara
Ek meethi dhun sunayi
De rahi hai aaj kal
Hass ke saare ghum hamare
Dega khusiyon mein badal

Male : Mera pyar tera pyar…. (2)

Male : Main jitna tumhein dekhun
Mann yeh na bhare
Main jitna tumhein sochun
Mann yeh na bhare

Male : Koyi nahi sau saal jiya hai
Pyar magar kaayam rehta hai
Dhoop khusbu aur hawayein
Banke yeh reh jaayega
Baad apne bhi hamare
Yeh jahaan mehkayega

Male : Mera pyar tera pyar … (2)

Male : Main jitna tumhein dekhun
Mann yeh na bhare
Main jitna tumhein sochun
Mann yeh na bhare


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT