Yeh Kaisi Mulaqat Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Yeh Kaisi Mulaqat Song Lyrics is a track from Aa Ab Laut Chalen Hindi Film – 1999, Starring Akshaye Khanna, Aishwarya Rai, Rajesh Khanna, Paresh Rawal, Suman Ranganathan and Others. This song was sung Kumar Sanu, Alka Yagnik and Suman Rangnathan. Music was composed by Nadeem – Shravan and lyrics work penned by Sameer.
Female : La la la la la
Ah ah ah
Female : Yeh kaisi mulaqat hai
Main kis khumaar mein hoon
Yeh kaisi mulaqat hai
Main kis khumaar mein hoon
Tu aake ja chuka hai
Main intezar mein hoon
Male : Yeh kaisi mulaqat hai
Main kis khumaar mein hoon
Yeh kaisi mulaqat hai
Main kis khumaar mein hoon
Tu aake ja chuki hai
Main intezar mein hoon
Female : Yeh kaisi mulaqat hai
Main kis khumaar mein hoon
Yeh kaisi mulaqat hai
Female : Kabhi sharmaun, kabhi ghabraun
Kabhi anjaane gale lag jaaun
La la la la la
Haan kabhi sharmaun, kabhi ghabraun
Kabhi anjaane gale lag jaaun
Male : Hey yeh kya masti hai yeh kya alaam hai
Hamein behkaye kaisa mausam hai
Female : Yun khiza mein lag raha hai
Mein bahaar mein hoon
Male : Yeh kaisi mulaqat hai
Main kis khumaar mein hoon
Yeh kaisi mulaqat hai
Female : La la la la
Male : Hey jise main chaahun woh diljaani tu
Tera raja main ha meri rani tu..
Hey jise main chaahun woh diljaani tu
Tera raja main ha meri rani tu
Female : Naya joda hai nayi saari hai
Naya bangla hai nayi ghadi hai
Deewani main na khud ke
Ikhtiyaar mein hoon
Male : Yeh kaisi mulaqat hai
Main kis khumaar mein hoon
Yeh kaisi mulaqat hai
Main kis khumaar mein hoon
Tu aake ja chuki hai
Main intezar mein hoon
Female : Yeh kaisi mulaqat hai
Main kis khumaar mein hoon
Tu aake ja chuka hai
Main intezar mein hoon
Yeh kaisi mulaqat hai
Main kis khumaar mein hoon