Mera Dil Tera Deewana Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Mera Dil Tera Deewana Song Lyrics is a track from Aa Ab Laut Chalen Hindi Film – 1999, Starring Akshaye Khanna, Aishwarya Rai, Rajesh Khanna, Paresh Rawal, Suman Ranganathan and Others. This song was sung Alka Yagnik. Music was composed by Nadeem – Shravan and lyrics work penned by Sameer.
Female : Mera dil tera deewana
Main to tujhpe marti hoon
Haan mera dil tera deewana
Main to tujh pe marti hoon
Saari duniya se keh dungi,
Saari duniya se keh dungi
Tujhse pyar main karti hoon….
Mera dil tera deewana
Main to tujhpe marti hoon
Haan mera dil tera deewana
Main to tujh pe marti hoon
Female : Akela tu hai akeli main hoon
Akelepanse jiya darta hai hi
Chupata kyun hai bata de dilbar
Husn pe mere tu bhi marta hai
Madhoshi chhayi hai dil pe
Ab to bilkul hosh nahin
Ismein hai teri bhi khatayen
Mera hi sab dosh nahin
Ab to bas mein shaam savere
Teri aahen bharti hun
Mera dil tera deewana
Main to tujhpe marti hoon
Haan mera dil tera deewana
Main to tujh pe marti hoon
Female : Kawari main hoon kawara tu hai
Rahenge kab tak kawaren socho ha
Sulgate dil me bujhe jaate hai
Yeh jalte armaan hamare socho
Teri nazar ka tir sanam
Mere jigar se paar hua
Betabi ke is aalam mein
Ab jeena dushwar hua
Tere labon ko choom loon aaja
Logon se kya darti hoon
Mera dil tera deewana
Main to tujhpe marti hoon
Mera dil tera deewana
Main to tujhpe marti hoon
Saari duniya se kah dungi
Saari duniya se kah dungi
Saari duniya se kah dungi
Saari duniya se kah dungi
Tujhse pyar mai karti hun….
Mera dil tera deewana
Main to tujhpe marti hoon
Mera dil tera deewana
Main to tujhpe marti hoo