Mohabbat Ho Gayee Hai Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Mohabbat Ho Gayee Hai Song Lyrics is a track from Baadshah Hindi Film – 1999, Starring Shah Rukh Khan, Twinkle Khanna, Rakhee Gulzar, Amrish Puri, Johnny Lever, Razak Khan and Others. This song was sung Abhijeet Bhattacharya and Alka Yagnik. Music was composed by Anu Malik and lyrics work penned by Sameer.

 

Male : Ooi Ooi

 

Male : Kehna hai jo dil se kahoo
Dilbar mere dil mein rahoo
Mohabbat ki nahin hain
Mohabbat ho gayee hain
Mohabbat ki nahin hain
Mohabbat ho gayee hain
Abh darna bhi kya o o o o

 

Female : Shararat ki nahin hain
Shararat ho gayee hain
Shararat ki nahin hain
Shararat ho gayee hain
Abh karna bhi kya o o o o
Kehna hai jo dil se kahoo
Dilbar mere dil mein rahoo

 

Male : Mohabbat ki nahin hain
Mohabbat ho gayee hain
Abh darna bhi kya o o o o

 

Female : Shararat ki nahin hain
Shararat ho gayee hain
Abh karna bhi kya o o o o…

 

Male : Duniya ki baaton ko
Ye pagla nahin maanta
Ye paar ho jaaye kab
Koi nahin jaanta

 

Female : Barfeelay mausam mein bhi
Shola bhadakne lagey
Na jaane kaise kahan
Ye dil dhadak ne lagey

 

Male : Mohabbat ki nahin hain
Mohabbat ho gayee hain
Abh darna bhi kya o o o o

 

Female : Shararat ki nahin hain
Shararat ho gayee hain
Abh karna bhi kya o o o o…

 

Male : Ooi Ooi

 

Female : Deewangi ne teri
Majboor itna kiya
Socha na sambha sanam
Sabh kuch tujhe de diya

 

Male : Saanson mein garmi teri
Dhadkan mein tera nasha
Teri bhi chaahat mein hai
Jaadu koi dilruba aa aa

 

Female : Shararat ki nahin hain
Shararat ho gayee hain
Abh karna bhi kya o o o o

 

Male : Mohabbat ki nahin hain
Mohabbat ho gayee hain
Abh darna bhi kya o o o o
Kehna hai jo dil se kaho

 

Female : Dilbar mere, dil mein rahoo

 

Male : Mohabbat ki nahin hain
Mohabbat ho gayee hain
Abh darna bhi kya o o o o

 

Female : Shararat ki nahin hain
Shararat ho gayee hain
Abh karna bhi kya o o o o…

 

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Baadshah