Dil Ka Qaraar Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Dil Ka Qaraar Song Lyrics is a track from Sangharsh Hindi Film – 1999, Starring Akshay Kumar, Preity Zinta, Ashutosh Rana and Others. This song was sung Sonu Nigam and Shraddha Pandit. Music was composed by Jatin Pandit and Lalit Pandit and lyrics work penned by Sameer.

 

Male : Teri ek chhuwan se jaaga yeh kaisa ehsaas
Pehle to mehsus hui na mujhko aisi pyaas

 

Male : Pehli pehil baar baliye dil gaya haar baliye
Rabba mainu pyaar ho gaya
Hai dil ka qaraar kho gaya
Hai dil ka qaraar kho gaya

 

Female : Pehli pehli baar baliye, dil gayi haar baliye
Rabba mainu pyaar ho gaya
Hai dil ka qaraar kho gaya
Dil ka qaraar kho gaya

 

Male : Bhole teri soni soni ankha mastaaniya
Pyaar ke liye yeh dengi laakhon qurbaaniya
Karke ek baar baliye dil gaya haar baliye
Rabba mainu pyaar ho gaya
Hai dil ka qaraar kho gaya
Hai dil ka qaraar kho gaya

 

Female : Aah, aa aa aa aah aa aa aa aah aa aa aa aah
Aa aa aa aa aah aa aa aah

 

Female : Tere liye tere liye marta hai maahiya
Phir kyoon judaai se dil darrta hai maahiya
Tujhpe jaan nisaar baliye dil gayi haar baliye
Rabba mainu pyaar ho gaya
Hai dil ka qaraar kho gaya
Hai dil ka qaraar kho gaya
Hai dil ka qaraar kho gaya

 

Male : Pehli pehli baar baliye dil gaya haar baliye
Female : Pehli pehli baar baliye dil gayi haar baliye

 

Male & Female : Rabba mainu pyaar ho gaya
Hai dil ka qaraar kho gaya
Dil ka qaraar kho gaya
Hai dil ka qaraar kho gaya
Hai dil ka qaraar kho gaya

 

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Sangharsh