Manzil Na Koi Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Manzil Na Koi Song Lyrics is a track from Sangharsh Hindi Film – 1999, Starring Akshay Kumar, Preity Zinta, Ashutosh Rana and Others. This song was sung Jaspinder Narula and Remo. Music was composed by Jatin Pandit and Lalit Pandit and lyrics work penned by Sameer.

 

Male : Manzil na ho koi haasil na ho
To hai bas naam ki zindagi
Chorus : Yeah yeah ya ya ya
Male : Manzil na ho koi haasil na ho
To hai bas naam ki zindagi
Chorus : Yeah yeah ya ya ya
Male : Koi apna na ho koi sapna na ho
To hai kis kaam ki zindagi

 

Female : Manzil na ho, koi haasil na ho
To hai bas naam ki zindagi
Chorus : Yeah yeah ya ya ya
Female : Koi apna na ho koi sapna na ho
To hai kis kaam ki zindagi
Manzil na ho koi haasil na ho…

 

Chorus : Yeah yeah ya ya ya

 

Male : Shamma jo jale aaye roshini
Nagma jo bajee gaaye ragini
Bebasi baat lo gam khushi baat lo
Har hansi baat lo
Varna jeene ka matlab hai kya
Manzil na ho koi haasil na ho
To hai bas naam ki zindagi
Chorus : Yeah yeah ya ya ya
Koi apna na ho koi sapna na ho
To hai kis kaam ki zindagi
Chorus : Yeah yeah ya ya ya
Manzil na ho, koi haasil na ho…

 

Female : Hona jo bhi hai, hoga kal yahan
Roke se ruke aisa pal kahan
Saathi mar gaaye kya khata kar gaaye
Maut se dar gaaye, jo kiya woh kiya bevajaah

 

Male : Manzil na ho koi haasil na ho
To hai bas naam ki zindagi
Chorus : Yeah yeah ya ya ya
Female : Manzil na ho koi haasil na ho
To hai bas naam ki zindagi
Chorus : Yeah yeah ya ya ya
Male : Koi apna na ho koi sapna na ho
To hai kis kaam ki zindagi
Manzil na ho, koi haasil na ho…

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Sangharsh