Male : Dard bhi ruk jaate hain jo tum mere paas ho
Dhadkane dhadkne lage jo dil pe tera haath ho
Jo tu nahi wo main nahi
Saanson ki toh zaroorat ho
Male : Teri wafa ka kasoor hai
Tere liye dil majboor hai
Kyun main tujhko yun haan dhoondta phiroon
Hai tu hi zid meri hai tu hi aarzoo
Music : …………………
Male : Tum zaroorat ho is dil ki
Khali hai teri kami
Lafzon pe tera hai
Saasein tujh bin tham si
Male : Tere naam jo hothon par
Na rehti kaisi kami
Jo mil jaaye tu to meri
Aankhon mein kaisi nami
Male : Tere bina toh kuch bhi nahi
Tere siva mera koi nahi
Bas dard heeeeeii
Hai teri kami
Male : Teri wafa ka kasoor hai
Tere liye dil majboor hai
Kyun main tujhko yun haan dhoondta phiroon
Hai tu hi zid meri hai tu hi aarzoo
Music : …………………
Male : Naina de nale bas mahiya
Rahein teri takdaa mahiya
Main raaja tu hi hai meri
Tu hi takdeer mahiya