Daur-e-Aashiqui Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Daur-e-Aashiqui Song Lyrics is a track from F1 Records Official Hindi Album-2026, Starring Salman Ali and Shraddha Shanklesha. This song was sung by Salman Ali and Anushkaa Banerjee. Music was composed by Shabbir Ahmed and lyrics work penned by Shabbir Ahmed.

 

 

 

 

Music : ………………….

 

Male : Ek mulaqat ho tumse
Dua humari hai
Ho ek mulaqat ho tumse
Dua humari hai

Male : Humare daur-e-aashiqui mein
Kami tumhari hai
Humare daur-e-aashiqui mein
Kami tumhari hai

 

Male : Ek mulaqat ho tumse
Dua humari hai

 

Male : Humare daur-e-aashiqui mein
Kami tumhari hai
Humare daur-e-aashiqui mein
Kami tumhari hai
Kami tumhari hai
Kami tumhari hai

 

Male : Humare daur-e-aashiqui mein
Kami tumhari hai
Humare daur-e-aashiqui mein
Kami tumhari hai

 

Music : …………………..

 

Female : Haaa..aaaaa aaa aaa

 

Female : Qusoor kya hai agar hum
Kisi pe marte hain
Qusoor kya hai agar hum
Kisi pe marte hain

 

Female : Humein bhi haq hai
Kisi ki jo chah karte hain

 

Male : Gawara humko na tanha jeena
Humein to tum pe hai jeena marna

 

Female : Meri to saanson mein badhti
Ye beqarari hai
Humare daur-e-aashiqui mein
Kami tumhari hai

Male : Humare daur-e-aashiqui mein
Kami tumhari hai

 

Music : ……………..

 

Male : Beqarari bhi
Dil ki na khatm hoti hai
Tere diwane ko tadpaane
Ki bhi had hoti hai

 

Male : Ye kaisi teri aashiqui hai
Miti ja rahi zindagi hai
Zindagi zindagi
Miti ja rahi zindagi hai

 

Male : Mukarrar hi hai waqt har baat ka
Zaroori hai hona mulaqat ka
Hai bechain tere liye dhadkanein
Zara haal samjho to jazbaat ka
Tere liye hi meri zindgi ye saari hai

 

Male : Humare daur-e-aashiqui mein
Kami tumhari hai
Humare daur-e-aashiqui mein
Kami tumhari hai

 

Female : Humare daur-e-aashiqui mein
Kami tumhari hai

Male : Humare daur-e-aashiqui mein
Kami tumhari hai

Song Details

Official Video

Share this song:

More from F1 Records Official