Mai Vapas Aaunga Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Mai Vapas Aaunga Song Lyrics is a track from Pratap Hindi Film-2026, Starring Amit Sadh, Esha Deol, Tigmanshu Dhulia and Others. This song was sung by Pratigya Kumari, Shashwat Singh and Sonu Ishteyak Khan. Music was composed by Afzal Ali khan and lyrics work penned by Ahmad Siddiqui and Rahima A Siddiqui.
Music : ……………………..
Male : Ek pal na bhoola main tumhein
Kyunki tum aankhein ban gaye
Hardam tum hothon pe rahe
Labon ki baatein ban gaye
Male : Naina mere paani paani
Samjhe nahi gham ya khushi
Bhoola nahi hargiz kabhi
Hothon pe mehke teri naseeb
Male : Pairon mein jaise pankh lage
Kehne lagi bekhudi
Saansein meri teri hui
Jeene lagi hai ye zindagi
Male : Baahon tum simte main
Kuch gunguna raha hoon
Male : Main wapas aaunga
Main wapas aaunga
Main wapas aaunga
Main wapas aaunga