Lag Jaenge Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Lag Jaenge Song Lyrics is a track from Tum Mere Ho Hindi Film-2026, Starring Shaan R Grover, Isha Malviya, Anushka Luhar, Shreas Pardiwala and Others. This song was sung by Vivek Verma. Music was composed by Vaibhav Pani and lyrics work penned by Vivek Verma.
Male : Aise kaise pagal jaise
Akal pe taala jeb me paise
Itna kya tu pyaar me uske ghayal hai ghayal hai
Jaane tu toh saare kisse
Katne wali harqat fir se
Thoda nai tu saala poora paagal hai paagal hai
Male : Tujhe loyalty k aage toxic pyaar chahiye
Chick-chick karne wali sir pe sawaar chachiye
Jiska koi na ilaaj woh bukhaar chahiye
Phir bolna nai yaaron ne ki ‘bola nai tha’
Male : Tere lag jaenge lag jaenge
Chotey baat maan le ghode lag jaenge
Male : Lag jaenge chote lag jaenge
Tu baat maan le ghode lag jaenge
Male : Lag jaenge lag jaenge
Chote baat maan le ghode lag jaenge
Male : Lag jaenge tere lag jaenge
Tu baat maan le ghode lag jaenge
Male : Bulaegi par jaane ka nai
Yeh baat jo na maani
Yaara tu bada pachtaega
Tu ladka khandani
Par tujhko pata nai
Museebatien tu sir pe le aaega
Male : Social media k aise zamane me
Tujhe love letter wala pyaar chahiye
Umar jaegi kalesh suljhane me
Phir bolna nai yaaron ne ki ‘bola nai tha’
Male : Tere lag jaenge lag jaenge
Chotey baat maan le ghode lag jaenge
Male : Lag jaenge chote lag jaenge
Tu baat maan le ghode lag jaenge
Male : Lag jaenge lag jaenge
Chote baat maan le ghode lag jaenge
Male : Lag jaenge tere lag jaenge
Tu baat maan le ghode lag jaenge
Male : Woh kare pehle pyaar fir dil pe waar
Phir bhi bukhaar tera utre na
Beshumaar samjhaya yaar
Phir bhi tu jaane kyu samjhe na
Male : Tu baat baat pe maan jaata hai
Aisi kya majburi hai
Kyu dikhe tujhe har jagha hi woh
Jaane kya pasoori hai
Male : Tujhe loyalty k aage toxic pyaar chahiye
Chick-chick karne wali sir pe sawaar chachiye
Jiska koi na ilaaj woh bukhaar chahiye
Phir bolna nai yaaron ne ki ‘bola nai tha’
Male : Tere lag jaenge lag jaenge
Chotey baat maan le ghode lag jaenge
Male : Lag jaenge chote lag jaenge
Tu baat maan le ghode lag jaenge
Male : Lag jaenge lag jaenge
Chote baat maan le ghode lag jaenge
Male : Lag jaenge tere lag jaenge
Tu baat maan le ghode lag jaenge
Male : Is sab ko kar de paani-paani
Woh aisi teri raani
Na jaane kitne dhokhe tu khaayega
Kyun jhele pareshaani? Ye baat jo na maani
Toh yaara tu bada pachhtaayega
Male : Social media k aise zamane me
Tujhe love letter wala pyaar chahiye
Umar jaegi kalesh suljhane me
Phir bolna nai yaaron ne ki ‘bola nai tha’
Male : Tere lag jaenge lag jaenge
Chotey baat maan le ghode lag jaenge
Lag jaenge chote lag jaenge
Tu baat maan le ghode lag jaenge
Lag jaenge chote lag jaenge
Tu baat maan le ghode lag jaenge
Male : Lag jaenge tere lag jaenge
Tu baat maan le ghode lag jaenge