Saawan Aaya Hai Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Saawan Aaya Hai Song Lyrics is a track from Yeh Prem Mol Liya Hindi Film-2026, Starring Ayushmann Khurrana, Sharvari, Anupam Kher, Supriya Pathak and Others. This song was sung by Keshav Anand and Shreya Ghoshal. Music was composed by Meghdeep Bose and lyrics work penned by Mayur Puri.
Music : ………………………
Male : {Bheege lamhe
Female : Bheegi aahat
Male : Bheegi doori
Female : Bheegi dastak} (2)
Male : Bin baadal ke barkha ne jadoo chalaya hai
Saajan tere aane se
Mera saawan aaya hai
Saajan tere aane se
Mera saawan aaya hai
Male : Saajan tere aane se
Mera saawan aaya hai
Saajan tere aane se
Mera saawan aaya hai
Female : Tum aao na tumko hi dil ne bulaya hai
Saajan tere aane se
Mera saawan aaya hai
Saajan tere aane se
Mera saawan aaya hai
Female : O saajan tere aane se
Mera saawan aaya hai
Saajan tere aane se
Mera saawan aaya hai
Music : …………………..
Male : Hoo ooo
Male : Jo tera mann hai
Wo mera mann hai
Phir kya uljhann hai?
Tu hi bata
Aise chhup chhup ke milna bhi kya?
Male : Tu mere sang hai
Main tere sang hun
Aaj satrangi hai aasmaan
Rang barsa de tu pyaar ka
Female : Hoo hai alag hi maza chhup ke milne mein jo
Hai kahan baat phir khul ke milne mein wo
Male : Beega bandhan
Female : Bheegi dori
Male : Bheega sangam
Female : Bheegi chori
Female : Bheege bheege bahano ne humko milaaya hai
Male : Saajan tere aane se
Mera saawan aaya hai
Female : Saajan tere aane se
Mera saawan aaya hai
Both : Saajan tere aane se
Mera saawan aaya hai
Saajan tere aane se
Mera saawan aaya hai
Music : …………………….