Dil Mera Rota Chala Jaye Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Dil Mera Rota Chala Jaye Song Lyrics is a track from RDC Melodies Hindi Album-2026, Starring Malti Chahar and Simba Nagpal. This song was sung by Kishore Mondal and Krish Mondal. Music was composed by Abhishek-Amol and lyrics work penned by Abhishek Talented and Jyotica Tangri.
Dialogue : ……………….
Music : ……………….
Male : Kaise hua hai dil jaanta hai
Teri ye raah chal diya
Dil ko na jaane ek hi dafa mein
Aakhir ye kya ho gaya
Male : Hum rokar bhi tumko na ab bhul paaye
Dil jab-jab sataye haan tumko bulaye
Both : Dil mera rota chala jaye
Dekho kya ho gaya
Teri hi ye baatein kiya jaye
Dekho ye kho gaya
Both : Dil mera rota chala jaye
Dekho kya ho gaya
Rote-rote zikr tera laaye
Dekho kya kho gaya
Music : …………………….
Female : Jo bhi tujhko hua hai
Haan main dekh rahi hoon
Neendein udd bhi gayi jo
Sapne hi bun rahi hoon
Female : Teri nadani ye kya kar gayi
Humko hami se khafa kar gayi
Kaise kisi ko tujhe sonp de
Jiski hifazat na mumkin kahin
Male : Hum rokar bhi tumko na ab bhul paaye
Dil jab-jab sataye haan tumko bulaye
Both : Dil mera rota chala jaye
Dekho kya ho gaya
Teri hi ye baatein kiya jaye
Dekho ye kho gaya
Both : Dil mera rota chala jaye
Dekho kya ho gaya
Rote-rote zikr tera laaye
Dekho kya kho gaya
Music : ……………………..