Harjai Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Harjai Song Lyrics is a track from RDC Melodies Hindi Album -2026, Starring Krish Mondal, Kishore Mondal and Team. This song was sung by Krish Mondal and Kishore Mondal. Music was composed by Shafaat Ali and lyrics work penned by A. M. Turaz.
Music : ………………
Male : Dil ki duniya ujdhi padhi hai
Dil ki duniya ujdhi padhi hai
Yeh kaisi kaisi ghadi hai
Yeh kaisi kaisi ghadi hai
Male : Ek khumaari si sar pe chadhi hai
Ek khumaari si sar pe chadhi hai
Yeh kaisi kaisi ghadi hai
Yeh kaisi kaisi ghadi hai
Males : Yaadein tanhai se maangti hai hisaab
Yaadein tanhai se maangti hai hisaab
Male : Kaise dega dil e buzaan ye jawaab
Male : Ishq mein had se guzar jaana
Aag ke dariya utar jaana
Male : Ishq mein had se guzar jaana
Aag ke dariya utar jaana
Male : Harjai ko harjaana
Dete dete marjaana
Male : Harjai ko harjaana
Dete dete marjaana
Males : Ishq mein had se guzar jaana
Aag ke dariya utar jaana
Ishq mein had se guzar jaana
Aag ke dariya utar jaana
Humming : Carnatic ………..
Male : Jaan lekar bhi ye ishq kahta hai ke
Our kya de raha hai mujhe ye bata
Male : Tere hisse me kuchh bhi nahi aaega
Apni khahish kahin rakh ke tu bhool ja
Males : Ishq me kaanto’n ko hi samajhe gulab
Ishq me kaanto’n ko hi samajhe gulab
Male : Ye samajh ke hai bahar na samjho janaab
Male : Ishq mein had se guzar jaana
Aag ke dariya utar jaana
Male : Ishq mein had se guzar jaana
Aag ke dariya utar jaana
Male : Harjai ko harjaana
Dete dete marjaana
Male : Harjai ko harjaana
Dete dete marjaana
Males : Ishq mein had se guzar jaana
Aag ke dariya utar jaana
Ishq mein had se guzar jaana
Aag ke dariya utar jaana
Males : Harjai ko harjaana
Dete dete marjaana
Harjai ko harjaana
Dete dete marjaana
Males : Ishq mein had se guzar jaana
Aag ke dariya utar jaana
Ishq mein had se guzar jaana
Aag ke dariya utar jaana
Males : Ishq mein had se guzar jaana
Aag ke dariya utar jaana
Ishq mein had se guzar jaana
Aag ke dariya utar jaana