Bheegi Bheegi Raaton Mein Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Bheegi Bheegi Raaton Mein Song Lyrics is a track from Saregama Music Hindi Album-2026, Starring Mika Singh and Lakshmi Rai. This song was sung by Mika Singh and Sneha Shankar. Music was composed by Mika Singh and lyrics work penned by Anand Bakshi.

 

 

Music : ………………..

 

Male : Bheegi bheegi raaton mein
Meethi meethi baaton mein
Haan bheegi bheegi raaton mein
Meethi meethi baaton mein
Aisi barsaat mein kaisa lagta hai

 

Female : Aisa lagta hai tu banke badal
Mere badan ko bhigo ke mujhe
Chher rahe ho chher rahe ho

 

Female : Aisa lagta hai tu banke badal
Mere badan ko bhigo ke mujhe
Chher rahe ho chher rahe ho
Chher rahe ho chher rahe ho

Music : ………………….

 

Male : Ho barkha se bacha lu tujhe
Seene se laga lu aa chhupa lu
Aa chhupa lu

 

Male : Ho barkha se bacha lu tujhe
Seene se laga lu aa chhupa lu
Aa chhupa lu

 

Male : Ha dil ne pukara dekho
Rut ka ishara dekho
Uff yeh nazara dekho
Kaisa lagta hai

 

Female : Aisa lagta hai kuch ho jayega
Mast pawan ke yeh jhoke saiya
Dekh rahe ho dekh rahe ho

 

Female : Aisa lagta hai kuch ho jayega
Mast pawan ke yeh jhoke saiya
Dekh rahe ho dekh rahe ho
Dekh rahe ho dekh rahe ho

Humming : Haaa aaaa aaaa

 

Female : Tere bina tere bina
Lage nahi mora jiya

Male : Sajni haaye tere bina lage nahi mera jiya
O pagli

 

Music : ……………………………

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Saregama Music