Kasam Se Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Kasam Se Song Lyrics is a track from Saregama Music Hindi Album-2026, Starring Mohammad Faiz. This song was sung by Mohammad Faiz. Music was composed by Mohammad Faiz and lyrics work penned by Mohammad Faiz and Armaan Lahoria.
Male : Haan haan ho ho
Meri nazar ko talaash abhi
Aake mile tu jo kaash kabhi
Paas mein tu baitha rahe
Lafz koi na main kahun
Jab tak rehna hai yahan
Tera banke main rahun
Male : Main tera raha hoon janam janam se
Main mera nahin tere bina kasam se
Na jao kahin door tum yun humse
Main mera nahin tere bina kasam se
Male : Hoo oo ooo oooo…..(2)
Male : Jaane wo ek hain hum hone na dega juda
Main tera hoon utna jitna hai mera khuda
Jo guzri tere bina raat na wo yaad mujhe
Ab tum reh jao yahin kar hi do aabaad mujhe
Tum ho behtar dono shifa marham se
Male : Main mera nahin tere bina kasam se
Na jao kahin door tu yun humse
Main mera nahin tere bina kasam se
Male : Main mera nahin tere bina kasam se
Main mera nahin tere bina kasam se
Na jao kahin door tu yun humse
Main mera nahin tere bina kasam se