Jagmaga Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Jagmaga Song Lyrics is a track from Meethe Mein Kya Hai Hindi Film-2026, Starring Ritwik Bhowmik, Rohini Hattangady, Ayesha Raza, Gaurav Sharma, Tarana Raja, Abhay Kaul, Dalai, Vikram Bakshi, Ayuushman Ghai, Kiara Chouhan, Shivika Rishi and Others. This song was sung by Madhubanti Bagchi. Music was composed by Amit Trivedi and lyrics work penned by Rakesh Kumar (Kumaar).
Female : Teri rooh ki roshni se ho jaye roshan ye
Teri zid ki jhilmilahat se jhilmilaye aasman
Female : Tujh mein jo noor ho andheron se door ho
Yahi dil ki hai dua
Female : Jagmaga sitaron ki tarah
Jagmaga shararon ki tarah
Jagmaga chirage sham sa
Jagmaga jagmaga
Female : Jagmaga sitaron ki tarah
Jagmaga shararon ki tarah
Jagmaga chirage sham sa
Jagmaga jagmaga
Female : Jagmaga jagmaga
Jagmaga jagmaga
Music : …………………….
Female : Ham saath hain to raahein
Jugnuon si jag rahi hain
Aaj ki saari khushiyan
Dugni si lag rahi hain
Female : Ujalon ki gungunahat aisi
Rabab ki taaron jaisi
Muskurahat ki chamak ab goonje door tak
Yahi dil ki hai dua
Female and Chorus : Jagmaga sitaron ki tarah
Jagmaga shararon ki tarah
Jagmaga chirage sham sa
Jagmaga jagmaga
Female and Chorus : Jagmaga sitaron ki tarah
Jagmaga shararon ki tarah
Jagmaga chirage sham sa
Jagmaga jagmaga
Female and Chorus : Jagmaga jagmaga
Jagmaga jagmaga
Jagmaga jagmaga
Jagmaga jagmaga