Zulmi Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Zulmi Song Lyrics is a track from Pehla Pyaar Doosri Baar Hindi Film-2026, Starring Sparsh Walia, Alisha Chopra, Kunal Vaid, Sakshi Vaidya and Others. This song was sung by Heer. Music was composed by Tanishk Bagchi and lyrics work penned by Rakesh Kumar (Kumaar).

 

 

 

 

 

Music : …………………

 

Female : Yaar mere kaisi naraazi
Main hoon tere saath me raazi
Chaahe badnaam bhi ho jaaun
Phir bhi tere haath me baazi

 

Female : Teri talab ka yeh nasha nasha
Nasha nazar pe jo chadha chadha
Chadha jo zid pe hai ada ada
Hai ke manmaaniyan si yeh karne laga

 

Female : Mujhko nahi sharam zara bhi
Tujhpe hai yeh aankh sharaabi
Aaja aaj karein kharaabiyan

 

Female : Hmmm…jiya bekaraar hai
Hmmm… ankhiyan do se chaar hai
Hmmm… jeena dushwaar hai
Hmmm… zulmi tera pyaar hai

 

Humming : …………….

 

Music : …………………

 

Female : Itni si zid hai meri
Baanhon me aa ke teri
Jaane ka naam na lungi
Aaja tu kar na deri

 

Female : Ek tu hi mere matlab ka
Maine kya karna hai sab ka
Peechha nahi chhodega tera
Mera yeh ishq hai aafat sa

 

Female : Mujhko nahi sharam zara bhi
Tujhpe hai yeh aankh sharaabi
Aaja aaj karein kharaabiyan

 

Female : Hmmm…jiya bekaraar hai
Hmmm… ankhiyan do se chaar hai
Hmmm… jeena dushwaar hai
Hmmm… zulmi tera pyaar hai

 

Humming : …………….

 

Female :  Dil sambhaala hai
Ek teri khaatir hi
Kayi saalon se
Ho aaja baanhon me
Main kab tak ishq karu
In khayaalon se

 

Female : Dil sambhaala hai
Ek teri khaatir hi
Kayi saalon se
Ho aaja baanhon me
Main kab tak ishq karu
In khayaalon se

Female : Hmmm..mm mm mm

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Pehla Pyaar Doosri Baar