Ek Din Tumne Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Ek Din Tumne Song Lyrics is a track from Ek Tha Ladka Hindi Film-1951, Starring Bharat Bhushan, Geeta Bali, Tiwari, Jankidas, Omesh Sharma and Others. This song was sung by

G. M. Durrani and Shamshad Begum. Music was composed by Rajhans Kataria nd lyrics work penned by Rajesh Kumar.

 

 

 

Music : ………………………

 

Female : Ek din tumne kaha tha ji
Hum tumhare aur tum humare
Aur hum tumhare
Ek din tumne kaha tha ji
Hum tumhare aur tum humare
Aur hum tumhare

 

Female : Bhul gaye sab baate apni
Bhul gaye sab baate apni
Kaha gaye wo wade tumhare ji
Wade tumhare wade tumhare
Ek din tumne kaha tha ji
Hum tumhare aur tum humare
Aur hum tumhare

 

Music : ………………

 

Female : Chandani raato mein jo
Tumne humne mahel banaya tha
Jo mahel banaya tha
Chand sitaro se ji
Humne tumne sajaya tha
Ji ha sajaya tha

 

Female : Us din tumne yeh kaha tha
Us din tumne yeh kaha tha

Male : Suno humari rani
Hum hai raja tumhare
Raja tumhare ji raja tumhare

Female : Ek din tumne kaha tha ji
Hum tumhare aur tum humare
Aur hum tumhare

Music : ………………

 

Female : Wo pyari pyari mithi mithi
Baate kaha gayi
Baate kaha gayi
Wo din sunahre raate suhani
Raate kaha gayi
Raate kaha gayi

 

Female : Hum to ab nagar chhod aaye ji
Tere sahare ji
Tere sahare ji tere sahare
Ek din tumne kaha tha ji
Hum tumhare aur tum humare
Aur hum tumhare

 

Music : …………………

 

Female : Ab to biti baate piya
Yaad na karo
Yaad na karo
Ab to bhul humari raja
Maf bhi karo
Maf bhi karo

 

Female : Hum to jiyenge ji
Hum to marenge ji
Sath tumhare ji
Sath tumhare
Ek din tumne kaha tha ji
Hum tumhare aur tum humare
Aur hum tumhare

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Ek Tha Ladka