Tum Kya Jaano Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Tum Kya Jaano Song Lyrics is a track from Aashiq Hindi Film – 2001, Starring Bobby Deol and Karisma Kapoor and Others. This song was sung Roop Kumar Rathod and Alka Yagnik. Music was composed by Sanjeev Darshan and lyrics work penned by Sameer.
Music By : Sanjeev Darshan
Singers : Udit Narayan, Alka Yagnik
Female : Ohh hoo
Female : Tum Kya Jaano Dil Karta
Tum Se Kitna Pyaar
Male : Rehta Hai Mujhko Bas
Tumhara Intezaar
Female : Aisa Hai Ye Deewanapan
Male : Jab Tak Na Dekhoon
Tum Ko Aaye Na Karaar
Female : Lagja Mere Sine Seyaar
Male : Tum Kya Jaano Dil Karta
Tum Se Kitna Pyaar
Female : Rehta Hai Mujhko Bas
Tumhara Intezaar
Male : Aisa Hai Ye Deewanapan
Female : Jab Tak Na Dekhoon
Tum Ko Aaye Na Karaar
Male : Lagja Mere Sine Seyaar
Female : Pehle Kabhi Tu Dil Mera
Itna Nahin Tha Deewana
Kya Cheez Hai Deewangi
Paake Tujhe Mein Na Jaana
Male : Tujhko Dekha Tujhko
Chaaha Tera Ho Gaya
Jaanejaana Main Tere
Khwaabon Mein Kho Gaya
Female : Aa Choom Loon Tujhe Baar Baar
Male : Tum Kya Jaano Dil Karta
Tum Se Kitna Pyaar
Female : Rehta Hai Mujhko Bas
Tumhara Intezaar
Male : Aisa Hai Ye Deewanapan
Female : Jab Tak Na Dekhoon
Male : Tum Ko Aaye Na Karaar
Lagja Mere Sine Seyaar
Male : Uff Kya Sama Jawan Hai
Aagosh Mein Chandni Hai
Bikhri Hai Jo Yahan Wahan
Woh Pyaar Ki Roshni Hai
Female : Hai Tere Hi Dam Se
Meri Chhahat Ka Jahan
Tera Jaisa Aashiq
Sabko Milta Hain Kahan
Male : Tujhpe Sanam Meri Jaan Nisar
Female : Tum Kya Jaano Dil Karta
Tum Se Kitna Pyaar
Male : Rehta Hai Mujhko Bas
Tumhara Intezaar
Female : Aisa Hai Ye Deewanapan
Male : Jab Tak Na Dekhoon
Tum Ko Aaye Na Karaar
Female : Lagja Mere Sine Seyaar
Male : Ahhh ahhh ahhh ahhhh