Mitti Ki Qasam Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Mitti Ki Qasam Song Lyrics is a track from Udit Narayan Hindi Album-2026, Starring Udit Narayan. This song was sung by Udit Narayan. Music was composed by Kashi Kashyap and lyrics work penned by Niranjan Bhudhadhara.
Music : …………………..
Male : Jahan meri shabon ka sawera hai
Us mitti ko sajda mera hai
Likhwa ke aaya hoon main taqdeer
Bharat ki seene mein hai tasveer
Mere karam pade the rab ki qasam
Jo khata hoon main mitti ki qasam
Male : Vande mataram
Vande mataram
Vande mataram
Vande mataram
Male : Vande mataram
Male : Vande mataram
Vande mataram
Music : ………………..
Male : Mera desh hai mujhko jaan se pyara
Jag mein iska ek sthan hai nyara
Bharat hi hai wo ek desh
Jiski baat har ek desh karta hai
Male : Hota hai seena garv se chauda
Tareef jab koi iski karta hai
Ek baar nahi 100 baar nahi
Har baar mujhe mile yahan janam
Male : Vande mataram
Vande mataram
Vande mataram
Vande mataram
Male : Vande mataram
Male : Vande mataram
Vande mataram
Female : Vande mataram
Male : Vande mataram
Male : Vande mataram
Vande mataram
Vande mataram
Vande mataram
Vande mataram
Male : Himalaya se nikle yahan ganga ki dhara
Bharat ka kona kona lagta hai pyara
Bhagwan ka darja mehmanon ko
Duniya mein kaun aise deta hai
Male : Aabo-hawa mein hai mezbani
Jaan bhi kurbaan karta hai
Ek baar nahi 100 baar nahi
Har baar mujhe mile yahan janam
Male : Vande mataram
Vande mataram
Vande mataram
Vande mataram
Male : Vande mataram
Male : Vande mataram
Vande mataram
Male : Vande mataram
Male : Vande mataram
Vande mataram
Vande mataram
Vande mataram
Hindi lyrics are not available for this song yet.