Music : ……………………….
Male : Shankara shankara shankara
Shankara shankara shankara
Male : Laagi tujhse lagan hai shankara
Laagi tujhse lagan hai shankara
Teri bhakti ka ras hai madhuvara
Male and Chorus : Laagi tujhse lagan hai shankara
Laagi tujhse lagan hai shankara
Male : Shankara shankara shankara
Shankara shankara shankara
Music : ……………
Male : Tere siva kuch na bhaaye
Tu hi hai jo samajh aaye
Hey kaalon ke tu mahakaal
Ghere hai mujhko ye jaanjaal
Male : Main tera bhakt main tera bhakt
Tu mere shankara
Male : Laagi tujhse lagan hai shankara
Laagi tujhse lagan hai shankara
Shankara shankara shankara
Laagi tujhse lagan hai shankara
Laagi tujhse lagan hai shankara
Male : Tera damru bajta hai toh mera rom rom naache
Tu hi hai jo sarp mere apne gale mein saaje
Raaj maharaj sabka bhole tu hi hai raja
Ankhiyaan pyaasi darshan ki darshan dene aa ja
Male : Ardaas sun ke darshan tu de de shankara
Laagi tujhse lagan hai shankara
Laagi tujhse lagan hai shankara
Shankara shankara shankara
Male and Chorus : Laagi tujhse lagan hai shankara
Laagi tujhse lagan hai shankara
Male : Shankara …….shankara shankara shankara
Laagi tujhse lagan hai shankara
Laagi tujhse lagan hai shankara