Dil Mera Ro Raha Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Dil Mera Ro Raha Song Lyrics is a track from T-Series Hindi Album-2026, Starring Divaa Vanjari and Ishu Tyagi. This song was sung by Sonu Nigam. Music was composed by Jackie Vanjari and lyrics work penned by Sameer Anjaan.

 

 

 

 

Male : Kya tha main aur kya ho gaya
Jo mera ishq tha kho gaya
Mila jo dard woh main hans ke seh gaya
Palakon mein ashk kyun na ruka beh gaya
Yaad karke tujhe dil mera ro raha
Mila jo dard woh main hans ke seh gaya
Palakon mein ashk kyun na ruka beh gaya

 

Music : ………………..

 

Male : Haaaaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaa

 

Male : Mujhko bada zakhm yeh tune diya
Yeh zakhm na kabhi main ab bhar paunga
Teri yaad mein tadap ke yun hi mar jaunga
Tujhe kya kahun bata main bewafa

 

Male : Sun meri dastaan dil mera ro raha
Mila jo dard woh main hans ke seh gaya
Palakon mein ashk kyun na ruka beh gaya

 

Male : Hooo ooo oo hooo ooo ooo hooo ooo

 

Male : Kya tha main aur kya ho gaya
Jo mera ishq tha kho gaya

Song Details

Official Video

Share this song:

More from T-Series