God Knows Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

God Knows Song Lyrics is a track from Saregama Music Hindi Album-2026, Starring Payal Tosyan. This song was sung by Mohammad Faiz . Music was composed by Snipr and lyrics work penned by Samay and Armaan Lahoriya.

 

 

 

 

Male : Teri subha shaamein teri
Raatein na ho payein tere bina
Tu laazmi hai humnava
Yun to main jee lunga mere bina

 

Male : Lamha mera lamha nahi
Hai ek saza jo tu shaamil nahi
Kaabil tere ho jaunga
Jaana main agar tere kaabil nahi

 

Male : Meri mujhe naa khabar ab rahi
Kyu naa rahi ye khuda jaanta
Jaanu naa ghar ka main rasta mere
Par tere dil ka pata jaanta

 

Male : Ab tak suni thi taareefein teri
Dekha tujhe to main hairaan tha
Jaanu naa ghar ka main rasta mere
Par tere dil ka pata jaanta…haaa aaaa
Ho o o

 

Male : Aur chandni kya nihaare
Feeke hain sab chaand taare
Pagal hain aankhe tu hai samne
To phir dekhein hi kya ye nazaare

 

Male : Nazaro mein na vo sukoon hai
Jo tujhme hai tu to phir tu hai
Vo ladki jo aati hai khwabo nmein mere
Haan tu to wahi hubahu hai

 

Male : Hatho mein jab haath hue
Chhune lagi ye fizaaye mujhe
Aankho se main dekhun teri
Jab jab tu duniya dikhaye mujhe

 

Male : Tune hi hasna sikhaya mujhe
Main to tere bin pareshaan tha
Jaanu naa ghar ka main rasta mere
Par tere dil ka pata jaanta

 

Male : Meri mujhe naa khabar ab rahi
Kyu naa rahi ye khuda jaanta
Jaanu naa ghar ka main rasta mere
Par tere dil ka pata jaanta…haa aaaa
Ho o o

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Saregama Music