Baawan Bahane Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Baawan Bahane Song Lyrics is a track from T- Series Hindi Album-2026, Starring NA. This song was sung by MYNK (Mayank Verma). Music was composed by MYNK (Mayank Verma) and lyrics work penned by MYNK (Mayank Verma).
Sanam door jaate hue
Chaubis mahine bitaye
Tumko manate hue
Main tere layak nahi
Sach toh hai ki bhar gaya
Mujhse tera mann
Jodta hoon haath main
Aa na jaana mere saamne
Aane wale kal mein jo
Aaun tumko yaad main
Aa na jaana mere saamne
Aa na jaana mere saamne
Music : ………………
Male : Main meri roti nigahein
Kaali raatein suni baahen
Dard ki pehchaan hai mitwa
Chot ka ehsaas hai mitwa
Male : Yaad kar jab tu sulaye
Tu uthaye tu hasaye
Jhooth tha kya pyaar woh mitwa
Jhooth tha kirdaar woh mitwa
Male : Kehna tera kehna tera
Main tere layak nahi
Sach toh hai ki bhar gaya
Mujhse tera mann
Male : Khul gayi aankhein meri
Jodta hoon haath main
Aa na jaana mere saamne
Aane wale kal mein jo
Aaun tumko yaad main
Aa na jaana mere saamne
Aa na jaana mere saamne
Male : Tum naye sheesham se ho
Hoon purani daal main
Aa na jaana mere saamne
Aa na jaana mere saamne
Hindi lyrics are not available for this song yet.