Saawan Aaya Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Saawan Aaya Song Lyrics is a track from Happy Music Hindi Album -2026, Starring NA. This song was sung by Sonu Ishteyak Khan. Music was composed by Ishteyak Khan and Mustak Khan, lyrics work penned by Ishteyak Khan.
Male : Pyaar ke mausam mein aa bheege hum sajna
Hai suhaana pal ise jee le aa sajna
Pyaar ke mausam mein aa bheege hum sajna
Hai suhaana pal ise jee le aa sajna
Male : Dil ko dil se tum milvaao
Saawan aaya tum bhi aa jaao
Saawan aaya tum bhi aa jaao
Saawan aaya tum bhi aa jaao
Saawan aaya tum bhi aa jaao
Male : Tujh pe luta du meri zindagaani
Tujh pe luta du ye jahaan
Oh aayi hai baarish kayi muddaton se
Jhoomunga sang saathiya
Male : Nyachhavar sab tum pe kar du
Aa baahon mein baahein bhar lu
Aa baahon mein baahein bhar lu..hmm mmm mmm
Male : Aayi hai barsaat gale laga lo na
Kehti hai kuch baat mujhe suna do na
Male : Dil ko dil se tum milvaao
Saawan aaya tum bhi aa jaao
Saawan aaya tum bhi aa jaao
Saawan aaya tum bhi aa jaao
Saawan aaya tum bhi aa jaao
Hindi lyrics are not available for this song yet.