Tumhe Pyaar Ki Kadar Tak Nahi Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Tumhe Pyaar Ki Kadar Tak Nahi SongĀ Lyrics is a track from Happy Music Hindi Album -2026, Starring Tushar M Dhembla and Khushi Sharma. This song was sung by Saaj Bhatt and Hemant Brijwasi. Music was composed by Amjad Nadeem Aamir and lyrics work penned by Amjad Nadeem.

 

 

 

 

Male : Haaa aaaa aaa haaa aaa aaa

 

Male : Ishq humne kiya toh gunaah kya kiya
Ishq humne kiya toh gunaah kya kiya
Tumko paane ki zidd mein mitey jaa rahe hain

 

Male : Ishq humne kiya toh gunaah kya kiya
Ishq humne kiya toh gunaah kya kiya
Tumko paane ki zidd mein mitey jaa rahe hain

 

Male : Humein ishq-e-safar mein rahat nahi
Humein ishq-e-safar mein rahat nahi
Aur tum ho ke apni kiye ja rahe ho

 

Male : Tumhe pyaar ki kadar tak nahi
Aur hum hain ke tum pe mare ja rahe hain
Tumhe pyaar ki kadar tak nahi
Aur hum hain ke tum pe mare ja rahe hain

 

Male : Mare jaa rahe hain
Mare jaa rahe hain
Mare jaa rahe hain
Mare jaa rahe hain

 

Both : Mere pyaar ki kadar tak nahi
Aur hum hain ke tum pe mare ja rahe hain

 

Carnatic Humming : …………….

 

Male : Nigahein milake nigahein churana
Husn walon ka yeh paintara hai purana
Dil dhadakne ka de kar ke humko bahana
Mere mehjabeen humse door na jaana

 

Male : Tumko thodi bhi humse chahat nahi
Tumko thodi bhi humse chahat nahi
Pyaar ektarfa hum toh kiye ja rahe hain

 

Male : Tumhe pyaar ki kadar tak nahi
Aur hum hain ke tum pe mare ja rahe hain

Both : Tumhe pyaar ki kadar tak nahi
Aur hum hain ke tum pe mare ja rahe hain

 

Male : Mare jaa rahe hain
Mare jaa rahe hain
Mare jaa rahe hain
Mare jaa rahe hain

 

Both : Mere pyaar ki kadar tak nahi
Aur hum hain ke tum pe mare ja rahe hain

 

Male : Majnu ki shiddat woh samajh mein aayee hai
Majnu ki shiddat woh samajh mein aayee hai
Kyun raahein mohabbat mein thokrein khayee hain

 

Male : Ek jhalak ki khaatir mita diya khudko
Ek jhalak ki khaatir mita diya khudko
Ishq qaid hai aisi jiski na koi rihaayee hai

 

Both : Tumhe pyaar ki kadar tak nahi
Aur hum hain ke tum pe mare ja rahe hain
Mere pyaar ki kadar tak nahi
Aur hum hain ke tum pe mare ja rahe hain

Song Details

Official Video

Share this song:

Never miss a beat.

Get the latest hits, new lyricist additions, and trending songs delivered straight to your inbox.