Barsaat Na Zaya Karo Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Barsaat Na Zaya Karo Song Lyrics is a track from The Kumar Sanu Official Hindi Album -2026, Starring Tony Kakkar. This song was sung by Kumar Sanu. Music was composed by Mohit Dogra and lyrics work penned by Mohit Dogra.
Male : Ye raat kahaan phir hogi
Phir honge kahaan dono
Bas aaj yehi reh jao
Ye waqt na jaane do
Male : Aagosh mein aao mere
Seene se laagane do
Lamha ye guzar na jaayein
Isey yaad banaane do
Male : Roz ghirti nahi yoon ghataa
Barsaat na zaya karo
Barsaat na zaya karo
Male : Ye mohabbat ka mausam hai
Mausam yoon vida na karo
Barsaat na zaya karo
Music : …………………..
Male : Jam ki barsi hai boondein ab
Thakk ki jaane ruk jayein kab
Uske pehle aajao tum
Kyon rahein ab pyaase ye lab
Male : Jam ki barsi hai boondein ab
Thakk ki jaane ruk jayein kab
Uske pehle aajao tum
Kyon rahein ab pyaase ye lab
Male : Dur baith k dil na bharo
Barsaat na zaya karo
Barsaat na zaya karo
Male : Ye raat kahaan phir hogi
Phir honge kahaan dono
Bas aaj yehi reh jao
Ye waqt na jaane do
Male : Aagosh mein aao mere
Seene se laagane do
Lamha ye guzar na jaayein
Isey yaad banaane do
Male : Roz ghirti nahi yoon ghataa
Barsaat na zaya karo
Barsaat na zaya karo
Male : Ye mohabbat ka mausam hai
Mausam yoon vida na karo
Barsaat na zaya karo
Barsaat na zaya karo…..
Hindi lyrics are not available for this song yet.