Haseenon Ki Wafaa Mein Bhi Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Haseenon Ki Wafaa Mein Bhi Song Lyrics is a track from Bade Bhaiya Hindi Film-1951, Starring Agha, Yakub S, Nirupa Roy, Husn Banu, Habib, Suresh, Naaz and Others. This song was sung by G. M. Durrani and Shamshad Begum. Music was composed by Prem Nath and lyrics work penned by Manohar Lal Khanna.
Jo aaoge to jal jaoge dekho hala parwana
Haaye mohabbat wo kare inse
Female Chorus : Ke jiski shamat aayi hai ke jiski shamat aayi hai
Ke jiski shamat aayi hai ke jiski shamat aayi hai
To samajh lo maut aayi hai
To samajh lo maut aayi haiMale : Hum shagird hai farhad ke majnu ke chele hai
Ye husn o ishq ke papad hazaaro baar bele hai
Haaye magar wo gham uthaye haiMale Chorus : Magar wo gham uthaye hai ke nani yaad aayi hai
Male : Ke nani yaad aayi hai
Male Chorus : Ke nani nani nani nani nani yaad aayi hai
To samajh lo maut aayi hai
To samajh lo maut aayi hai
Female : Aa hoye ulajhna inki julfo se
Hai kaanto me ulajh jana samjhe
Phir aakar unki lakdi bana dete hai diwana
Male : Haaye ye pagal khano ki duniya
Chorus : Ye pagal khano ki duniya
Inhone ne hi batayi hai
Inhone ne hi batayi hai inhone ne hi batayi hai
Inhone ne hi batayi hai inhone ne hi batayi hai
All : Agar ye muskura de haye agar ye muskura de
To samajh lo maut aayi hai
hasino ki wafa me bhi chhupi ek bewafayi hai
To samajh lo maut aayi hai
To samajh lo maut aayi hai
Hindi lyrics are not available for this song yet.