Koyaliya Bole Kuhu Kuhu Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Koyaliya Bole Kuhu Kuhu Song Lyrics is a track from Hatya – The Murderer Hindi Film – 2004, Starring Akshay Kumar, Navin Nischol, Varsha Usgaonkar and Others. This song was sung Kavita Krishnamurthy and Ahmed Mirza. Music was composed by Nadeem – Shravan and lyrics work penned by Noor.

 

Female : Koyaliya bole kuhu kuhu
Papiha bole pihu pihu
Koyaliya bole kuhu kuhu
Papiha bole pihu pihu

 

Female : Bagiyan me more naache
Paanv me ghunghru baaje
Chham chham

 

Female : Main bhi naachu
Tu bhi naache
Main bhi naachu
Tu bhi naache
Sang pawan ke haay raam
Haay raam..
Sang pawan ke haay raam

 

Female : Koyaliya bole kuhu kuhu
Papiha bole pihu pihu

 

Female : Main bhi diwaani
Tu bhi diwana
Bhed ye man ka koi na jana

 

Female : Ho main bhi diwaani
Tu bhi diwana
Bhed ye man ka koi na jana

 

Female : Panchhi van me.. chehakte hai
Arma dil me.. machalte hai
Main bhi naachu
Tu bhi naache
Main bhi naachu
Tu bhi naache

 

Female : Sang pawan ke haay raam
Haay raam..
Sang pawan ke haay raam

 

Female : Koyaliya bole kuhu kuhu
Papiha bole pihu pihu

 

Male : Kaliyon ne muskaan bhari hai
Phulo par shabnam bikhari hai
Kaliyon ne muskaan bhari hai
Phulo par shabnam bikhari hai

 

Male : Baag me jaise..
Bijli giri hai
Dil me ek hal..
Chal si machi hai

 

Male : Main bhi naachu
Tu bhi naache
Main bhi naachu
Tu bhi naache

 

Male : Sang pawan ke haay raam
Haay raam
Sang pawan ke haay raam

 

Female : Koyaliya bole kuhu kuhu
papiha bole pihu pihu

 

Male : Koyaliya bole kuhu kuhu
Papiha bole pihu pihu

 

Female : Bagiyan me more naache
Paanv me ghunghru baaje
chham chham..

 

Male : Main bhi naachu
Tu bhi naache

 

Female : Main bhi naachu
Tu bhi naache
Sang pawan ke haay raam
Haay raam
Sang pawan ke haay raam

 

Male : Koyaliya bole kuhu kuhu
Papiha bole pihu pihu

 

Female : Koyaliya bole kuhu kuhu
Papiha bole pihu pihu

 

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Hatya - The Murderer