LYRIC

Singers : Alka Yagnik and Kumar Sanu

Music by : Nadeem – Shravan

Male : Yun hafte hafte milna
Yun bekaraar hona
Yun intazaar karte karte
Chain dil ka khona

Male : Ye aana jaana milana
Milkar ke judaa ho jaana
Jaanam tang aa gaya
Main to tang aa gaya
Hey tang aa gaya
Main to tang aa gaya

Female : Yun hafte hafte milna
Yun bekaraar hona
Yun intazaar karte
Karte chain dil ka khona

Female : Ye aana jaana milana
Milkar ke judaa ho jaana
Jaanam tang aa gayi
Main to tang aa gayi
Tang aa gayi
Main to tang aa gayi

Male : Tum kyaa jaano jaanam
Tumse kitana pyaar hain
Harpal teri yaadon ki
Barsaat hoti hain

Male : Tum kyaa jaano jaanam
Tumse kitana pyaar hain
Harpal teri yaadon ki
Barsaat hoti hain

Female : Nazar bacha kar duniya ki
Nikalna mushkil hain
Chaaron taraf bas
Teri meri baat hoti hain

Male : Yeto hain afsaane
Naa milne ke bahane
Aisi baate sun sun kar mein
Ho gaya deewana

Male : Jaanam tang aa gaya
Main to tang aa gaya

Female : Tang aa gayi
Main to tang aa gayi

Female : Mujhko to raaton mein
Ab neend nahi aati hain
Dil ko pal pal jaanam teri
Yaad sataati hain

Female : Mujhko to raaton mein
Ab neend nahi aati hain
Dil ko pal pal jaanam teri
Yaad sataati hain

Male : Har hawaka jhoka teri
Khusboo lekar aaye
Tu kyaa jaane pyaar tera
Mujhko kitana tadpaaye

Female : Meri bechaini ko
Diljaani tu na jaane
Aise aahein bhar bhar ke
Din dhalte nahi hain jaana

Female : Jaanam tang aa gayi
Main to tang aa gayi

Male : Hey tang aa gaya
Main to tang aa gaya

Female : Aaa tang aa gayi
Main to tang aa gayi

Male : Haa tang aa gaya main
To tang aa gaya..


Added by

Nithya

SHARE

ADVERTISEMENT