Tere Mere Darmiyaan Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Tere Mere Darmiyaan Song Lyrics is a track from Love in Vietnam Hindi Film -2026, Starring Shantanu Maheshwari, Avneet Kaur, Khả Ngân and Others. This song was sung by Altamash Faridi. Music was composed by Rashid Khan and lyrics work penned by Rashid Khan.
Male : Haa aaa aaa …haaa aaaa aaa
Male : Tere mere darmiyan jo pyaar tha kahan gaya
Tu jo rootha mujhse to mera jahan loot gaya
Male : Haa aaa aaa …haaa aaaa aaa
Male : Tere mere darmiyan jo pyaar tha kahan gaya
Tu jo rootha mujhse to mera jahan loot gaya
Male : Woh jo milke bhi mujhse mila kyun nahi
Is ibadat ka meri sila kyun nahi
Is ibadat ka meri sila kyun nahi
Male : Ya khudaya kyun rulaya
Dil dukhaya kyun mera
Male and Chorus : Ya khudaya kyun rulaya
Dil dukhaya kyun mera
Male : Tere mere darmiyan jo pyaar tha kahan gaya
Male : Tere bin main qaid mein hoon
Apni yaadon se de de rihai mujhe
Tere bin main qaid mein hoon
Apni yaadon se de de rihai mujhe
Male : Sahil pe khada hoon main tanha
Maar dale na teri judai mujhe
Maar dale na teri judai mujhe
Male : Woh chahat ka dil mein khila kyun nahi
Do kadam saath mere chala kyun nahi
Male : Ya khudaya kyun rulaya
Dil dukhaya kyun mera
Ya khudaya kyun rulaya
Dil dukhaya kyun mera
Tere mere darmiyan jo pyaar tha kahan gaya
Male : Haa aaa aaa …haaa aaaa aaa
Male : Is tarah hua hai juda tu
Milne ki koi ab aas nahi
Is tarah hua hai juda tu
Milne ki koi ab aas nahi
Male : Tere liye dhadke mera dil
Iska tujhe ehsaas nahi
Iska tujhe ehsaas nahi
Male : Pass mere tu har pal raha kyun nahi
Jo tha dil mein tere woh kaha kyun nahi
Male : Ya khudaya kyun rulaya
Dil dukhaya kyun mera
Ya khudaya kyun rulaya
Dil dukhaya kyun mera
Male : Tere mere darmiyan jo pyaar tha kahan gaya
Male : Haa aaa aaa …haaa aaaa aaa
Hindi lyrics are not available for this song yet.