Male : Yeh galat hai ya sahi
Aaye samajh kuch bhi nahi
Mil rahe do ajnabi
Hai kahani yeh nayi
Male : Yeh baatein mulakatein toh hai bewajah
Tera mera milna hua bhi hai kis tarah
Male : Kya socha maine aur kya ho gaya
Dil kaisi uljhan mein hai ho gaya
Kya socha maine aur kya ho gaya
Humming : …………………..
Male : Yaara yeh safar kahin
Rabba ka likha toh nahi
Ya phir milna hamara
Sirf koi ittefaq hi
Male : Na jaane pehchane the hum kal talak
Ek din mein hi dekho badla kaise sab
Male : Kya socha maine aur kya ho gaya
Dil kaisi uljhan mein hai kho gaya
Kya socha maine aur kya ho gaya