Koi Mil Gya Aap Ko Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Koi Mil Gya Aap Ko Song Lyrics is a track from Salman Ali Hindi Album -2026, Starring Salman Ali, Diya Bhat and Arif Al Hasan. This song was sung by Salman Ali. Music was composed by Afzal Ali khan and lyrics work penned by Jay Kumawat.

 

 

Male : Roz sawar ke kahan jaate ho shaam ko
Roz sawar ke kahan jaate ho shaam ko
Humse achha koi mil gaya aapko
Humse achha koi mil gaya aapko

 

Female :  Haaa aaa aaa aa haa aa aa haa aaa

 

Male : Raat bhar hoti hai kya unse bhi ye baatein
Raat bhar hoti hai kya unse bhi ye baatein
Saare adhure reh jayenge kasmein aur waade
Saare adhure reh jayenge kasmein aur waade

 

Male : Kisi ki zindagi aur jala rahe ho
Kiske ghar ka charaag bujha rahe ho
Gale laga lete akele mein sharaab ko
Gale laga lete akele mein sharaab ko

 

Male :  Humse achha koi mil gaya aapko
Humse achha koi mil gaya aapko

 

Male :  Haaa aaa aaa aa haa aa aa haa aaa

 

Male :  Aashiqui mein aapke mizaaj badal gaye
Shukr hai waqt rehte hum sambhal gaye
Na phir kabhi kisi se mohabbat karenge
Na hi bewajah ajnabiyon pe marenge

 

Male :  Utaar do chehre se ab apne naqaab ko
Utaar do chehre se ab apne naqaab ko
Humse achha koi mil gaya aapko
Humse achha koi mil gaya aapko

Song Details

Official Video

Share this song:

Never miss a beat.

Get the latest hits, new lyricist additions, and trending songs delivered straight to your inbox.