Mann Ki Titliyaan Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Mann Ki Titliyaan Song Lyrics is a track from Mercy Hindi Film -2026, Starring Raj Vasudeva, Adil Hussain, Niharica Raizada, Kunal Bhan, Aparna Ghoshal, Azinkya Mishra, Sarthak Joshi, Sham J. Gandhi, Mazda Taraporewala, Gauri Verma and Ajay Dutta. This song was sung by Devenderpal Singh. Music was composed by Kingshuk Chakravarty and lyrics work penned by Mahika Bheda.
Male : Phir se roop ke moti chunenge
Haaa aaa aaaa.. phir se khwaab ek aisa bunenge
Teri udaane tujhko pukaare
Khol ke pankh udne ko chahe
Male : Ye man ki titliyaan
Ye man ki titliyaan
Sambhalti hai kahaan
Ye man ki titliyaan
Ye man ki titliyaan
Sambhalti hai kahaan
Ye man ki titliyaan
Male : Haa aaa aaa aa haa aaa aaa eeyyyy
Male : Aasmaan ko naapna baaki
Baadalon ki chaadaron se
O meherbaan hai ye hawaayein
Kyon darein ki mushkilon se
Kaisi umeedein daudi ye jaaye
Khol ke pankh udne ko chahe
Male : Ye man ki titliyaan
Ye man ki titliyaan
Sambhalti hai kahaan
Ye man ki titliyaan
Ye man ki titliyaan
Sambhalti hai kahaan
Ye man ki titliyaan
Male : Apna na dariya apni na baarish
Thodi si khushiyaan apni ye khwahish
Rishton ke dhaage pairon se baandhe
Rishte ye bhaage khwaabon se aage
Chunta hai koi kaise ye raahein
Khol ke pankh udne ko chahe
Male : Ye man ki titliyaan
Ye man ki titliyaan
Sambhalti hai kahaan
Ye man ki titliyaan
Ye man ki titliyaan
Sambhalti hai kahaan
Ye man ki titliyaan
Hindi lyrics are not available for this song yet.