Ratiyaan Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Ratiyaan Song Lyrics is a track from Hansika Pareek Hindi Album -2026, Starring Hansika Pareek. This song was sung by Hansika Pareek. Music was composed by Sagnik Kolay and lyrics work penned by Soham Majumdar.

 

Female : Aisa kabhi hua hai kya
Taaron ke bin raat bani
Chanda ke aane se toh
Raat mein woh baat bani

 

Female : Maana ki ishq mera
Jaise koi hai sitaara
Tere hi aasmaan mein
Dhoonde koi jo basera
Bhaaye na re use nindiya

 

Female : Jaagi saari saari ratiyaan aa
Taaron bhari kaari akhiyaan
Jaagi saari saari ratiyaan aa
Taaron bhari kaari akhiyaan aa

 

Female : Mausami yeh preet nahi
Woh jo beet jaaye
Door hi sahi hum dono
Par hai nahi paraye

 

Female : Aaa aa aa aa

Mausami yeh preet nahi
Woh jo beet jaaye
Door hi sahi hum dono
Par hai nahi paraye

 

Female : Jaise sadiyon se hi
Milte nahi chaand taare
Fir bhi aasmaan mein
Lagte dono kitne pyare
Yeh toh jaane saari duniya

 

Female : Jaagi saari saari ratiyaan aa
Taaron bhari kaari akhiyaan
Jaagi saari saari ratiyaan aa
Taaron bhari kaari akhiyaan aa

 

Female : Tara nana nana nana na
Hmm hmm hmm hmm hmm
Lala lala lala lala la
Tara nana nana nana na

Song Details

Official Video

Share this song: