Dil Ne Jise Apna Kaha Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Dil Ne Jise Apna Kaha Song Lyrics is a track from Dil Ne Jise Apna Kaha Hindi Film – 2004, Starring Salman Khan, Preity Zinta and Bhumika Chawla. This song was sung Kamaal Khan and Sujata Trivedi. Music was composed by A. R. Rahman and lyrics work penned by Mehboob.

 

Female : {Dil ne jise apna kaha
Dil ne jise apna kaha
Bekhabbar
Woh hain waha
Jaane pal
Zameen aasman} (2)

 

Female : Mile nazar unse par
Behaya tanha
Baaton mein bhi
Keh na sake
Dil ki baat yeh zubaan

 

Female : Ab hai hulchul
Pal pal pe pal
Dhoonde hai unko dil
Ke chal zara
Unke hi manzil
Bole raaz dil par
Ab woh hain kaha

 

Female : Dil ne jise apna kaha
Dil ne jise apna kaha
Bekhabbar
Woh hain waha
Jaane pal
Zameen aasman

 

Female : Khil khile kaise khila
Milke woh chaand se
Door hain hum milke bhi
Dekhiye aankh se

 

Female : Din din jaage
Aakhon ke taare
Un ke hi raahon mein
Ke youn bhi kabhi
Unke bhi dil mein
Jaage mohabbat
Aaye woh yahaan..

 

Female : Dil ne jise apna kaha
Dil ne jise apna kaha
Bekhabbar
Woh hain waha
Jaane pal
Zameen aasman

 

Male : Shaam o seher
Chaaron paher
Dhoonda tujhe har dishaan

 

Male : Haan magar haar kar
Aa gayi yeh nigaah
Saaya ko tere tarsi aankhe
Tadape hai dil mera

 

Male : Ke tere bin
Pyaar wafa kya
Mera yahaan kya
Apna luta jahaan..

 

Male : Dil ne jise apna kaha
Dil ne jise apna kaha
Kho gaya
Ea woh kahan
Sun hai
Zameen aasman

 

Male : Kho gaya
Ea woh kahan
Sun hai
Zameen aasman..

 

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Dil Ne Jise Apna Kahaa