Iss Tarah Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Iss Tarah Song Lyrics is a track from Chaar Diwaari Hindi Album -2026, Starring Chaar Diwaari. This song was sung by Chaar Diwaari and Sonu Nigam. Music was composed by Chaar Diwaari and lyrics work penned by Chaar Diwaari.
Male : Ambar se sagar mile
Le chal tu vahan pe mujhe
Male : Iss tarah aa
Phir hum mil na paayein
Aa ja
Shaam dhalti jaaye
Jana
Dhundhe tujhe deewana
Male : Iss tarah aa
Phir hum mil na paayein
Aa ja
Shaam dhalti jaaye
Jana
Dhundhe tujhe deewana
Male : Aadha dil
Aadhi rooh
Main aadha hoon
Aadhi tu
Aise hon
Hum aadhe kyu?
Kya kuch aisa karein
Hum samay ke pare
Mil jaayein
Hum pighal jaayein
Male : Aadha din
Aadhi raat
Aakash se
Tod loon
Ghol doon
Ek pyaale mein
Pyala main bhi piyoon
Pyala tu bhi piye
Mil jaaye
Waqt pighal jaaye
Male : Aisi jahan hala mile
Le chal tu vahan pe mujhe
Male : Iss tarah aa
Phir hum mil na paayein
Aa ja
Shaam dhalti jaaye
Jana
Dhundhe tujhe deewana
Male : Iss tarah aa
Phir hum mil na paayein
Aa ja
Shaam dhalti jaaye
Jana
Dhundhe tujhe deewana
Male : Kya maine koi maangi dua
Sajdaa kya koi kiya
Kisi rishi ki kya lagi kripa
Jo maine tujhe dekha
Male : Pairon mein payal jhanke
Naachun main Meera banke
Lajjaati Radha si main
Gar mere Mohan hass dein
Male : Mohan ko
Pyaar mujhse agar ho
Baahon mein abhi bhar lo
Kal Kya ho kisne jana?
Male : Iss tarah aa
Phir hum mil na paayein
Aa ja
Shaam dhalti jaaye
Jana
Dhundhe tujhe deewana
Male : Ghar se awara main
Paanv mein chhaale bhar ke
Chaltaa raha
Hoton pe tera naam
SIl kar main baatein khud se
Karta raha
Karta raha
Male : Bhavron ne mujhse kaha
Pagal patanga hua
Lagtaa hai unko nahi
Tu dikh raha
Male : Ab main ye
Poochta hoon tujhse ke
Aisa kya tha mujhmein ke
Tujhko main na dikha
Hindi lyrics are not available for this song yet.