Female : Kaise bataun kaise samjhaun
Kitna karun main tumko pyaar
Haan jab se hai chhoda
Tune mujhe bas bhool hi gayi main karna pyaar
Female : Sambhal sambhalta nahi ye dil
Chain na padta ise tere bin
Waar diya jeena tujh pe
Ruk hi gaya na dhadakta ye dil
Paas aao to zara
Kabhi mil to lo tum bhala
Female : Mil lena ek baar
Ek baar ek baar
Milne ko beqaraar
Beqaraar beqaraar
Mil lena ek baar
Ek baar ek baar
Milne ko beqaraar
Beqaraar beqaraar
Male : Zamaane ne na dekhe aansu tere mere
Chand dikhta hi nahi hai aasmaan mein mere
Mohabbat duniya wale kabhi samjhe hi nahi hai
Saawan se bhi zyada naina barse hain mere
Bewafa tu nahi hai phir bhi door hain hum
Dekhna tumse milke kitna royenge hum
Male : Mil lena ek baar
Ek baar ek baar
Milne ko beqaraar
Beqaraar beqaraar
Both : Mil lena ek baar
Ek baar ek baar
Milne ko beqaraar
Beqaraar beqaraar