Ankhiyaan Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Ankhiyaan Song Lyrics is a track from Shaan Hindi Album -2026, Starring Shaan and Babul Supriyo. This song was sung by Babul Supriyo. Music was composed by Shaan and lyrics work penned by Farhan Memon.
Male : Milna adhura rah gaya
Apne kisse mein
Sab kuch to hai par tu nahi
Mere hisse mein
Nahi bin tere lagta hai dil
Aisi suni padi hai mahfil
Meri mehmaan ab bani hai tanhaai
Male : Ankhiyaan bhar aayi ankhiyaan bhar aayi
Teri yaadon mein piya ye ankhiyaan bhar aayi
Ankhiyaan bhar aayi ankhiyaan bhar aayi
Kaise sahe duriyaan ye ankhiyaan bhar aayi
Humming : ………………….
Male : Yaad hai na tune hi to
Jeena mujhe tha sikhaya
Khali mere dil mein haan
Pyar tera tha basaya
Chand mera banke tu
Chupa kahan
Tere bin ye sara manzhar hai
Dhuaan dhuaan
Meri raahon mein teri hai parchaai
Male : Ankhiyaan bhar aayi ankhiyaan bhar aayi
Teri yaadon mein piya ye ankhiyaan bhar aayi
Ankhiyaan bhar aayi ankhiyaan bhar aayi
Kaise sahe duriyaan ye ankhiyaan bhar aayi
Hindi lyrics are not available for this song yet.