Andaaz E Karam Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Andaaz E Karam Song Lyrics is a track from Universal Music India Hindi Album – 2025, Starring Ishita Thakur. This song was sung by Madhur Sharma. Music was composed by ER and Moin and lyrics work penned by Roheb Akhtar.

 

 

Male : Na suna usne tawajjo se
Fasaana dil ka
Na suna usne tawajjo se
Fasaana dil ka

 

Male : Umra guzri hai magar
Dard na jaana dil ka
Umra guzri hai magar
Dard na jaana dil ka

 

Male : Unke andaaz e karam
Unpe woh aana dil ka
Unke andaaz e karam
Unpe woh aana dil ka

 

Male : Dil ke tukde jo kiye
The na manzar puchho
Dil ke tukde jo kiye
The na manzar puchho

 

Male : Tod ke dil ko mere
Kiya bahaana dil ka
Tod ke dil ko mere
Kiya bahaana dil ka

 

Male : Unke andaaz-e-karam
Unpe woh aana dil ka
Male and Chorus : Unke andaaz-e-karam
Unpe woh aana dil ka

 

Male : Haaaaa…aaa..aaaa

 

Male : Karke mayoos mere dil ko
Mila kya unko
Karke mayoos mere dil ko
Mila kya unko

 

Male : Bhool na paaye kabhi
Toot woh jaana dil ka
Bhool na paaye kabhi
Toot woh jaana dil ka

 

Male and Chorus : Unke andaaz-e-karam
Unpe woh aana dil ka
Andaz e karam

 

Male : Main paraston se gila na
Hai na shikwa koi
Main paraston se gila na
Hai na shikwa koi

 

Male : Jaam peeke toh nahi
Liya nishana dil ka
Jaam peeke toh nahi
Liya nishana dil ka

 

Male and Chorus : Unke andaaz-e-karam
Unpe woh aana dil ka
Unke andaaz e karam
Unpe woh aana dil ka

 

Male : Heyy eyyy eyyy

 

Male : Woh bhi apne na huye
Dil bhi gaya hathon se
Woh bhi apne na hue
Dil bhi gaya hathon se

 

Male : Aise aane se to behtar tha
Na aana dil ka
Aise aane se to behtar tha
Na aana dil ka

 

Male and Chorus : Unke andaaz-e-karam
Unpe woh aana dil ka
Unke andaaz e karam
Unke andaaz e karam
Unke andaaz e karam
Unke andaaz e karam
Male : Unpe wo aana…. dil ka

Song Details

Official Video

Share this song: