Ek Mulaqaat Song Lyrics
Lyrics in Hinglish
Ek Mulaqaat Song Lyrics is a track from T-Series Hindi Album -2025, Starring Stebin Ben and Nidhi Shah. This song was sung by Stebin Ben. Music was composed by The Rish and lyrics work penned by The Rish.
Male : Ho o o ooo hoo ooo
Male : Tera ye haal kaisa hai
Mere bina mere bina
Tu kisko yaad karti hai
Mere siwa mere siwa
Male : Haan main tere khyaal mein aata hun
Raat ko kya raat ko kya
Teri saans bharti hai
Soch ke mere baare mein kya
Male : O o o ho
Teri yaad bhi mujhko sataye
O o o ho
Ye dil tera hone chahe
Male : Ek mulaqaat hi sahi
Mera paas jara tu hona
Ek mulaqaat hi sahi
Mera sab kuchh tu ban jana
Mujhko pukar le kabhi
Ajaunga chod ke kaam main sara
Bas ek baar hi sahi
Mujhe chhu ke tu phir chale jaana
Ho o oo
Male : Aashiq ban jaata hun
Jab tu saamne aati hai
Dhyan nahi de pata
Jab tu baat sunati hai
Male : Tujhko kaise bataun
Teri baahon mein rehna chahun
Paas jo tere aata
Tu bhi muskuraati hai
Male : O o o ho
Ab khel liya hai khafi
O o o ho
Aa ban ja meri tu saathi
Male : Ek mulaqaat hi sahi
Mera paas jara tu hona
Ek mulaqaat hi sahi
Mera sab kuchh tu ban jana
Mujhko pukar le kabhi
Ajaunga chod ke kaam main sara
Bas ek baar hi sahi
Mujhe chhu ke tu phir chale jaana
Ho o oo
Hindi lyrics are not available for this song yet.