Saajan Ki Yaad Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Saajan Ki Yaad Song Lyrics is a track from Guru Dakshina Hindi Film -1950, Starring NA. This song was sung by Prempal and Chorus. Music was composed by Lachhiram Tamar and lyrics work penned by Sarshar Sailani.

Female : Dil jabse diya hai sajan ko
Apne begane bhul gaye
Ulfat ka fasana yaad raha
Aur sare fasane bhul gaye

 

Female and Chorus : Sajan ki yaad suhani hai
Haye suhani hai
Sajan ki yaad suhani hai
Haye suhani hai
Kya isi ka naam jawani hai
Haye jawani hai
Kya isi ka naam jawani hai
Haye jawani hai
Sajan ki yaad suhani hai
Haye suhani hai

 

Female : Tum ek nazar se de dena
Tum ek nazar se de dena
Agar tum apne dil ko
Agar tum apne dil ko
Kya isi ka naam jawani hai
Haye jawani hai
Kya isi ka naam jawani hai
Haye jawani hai
Sajan ki yaad suhani hai
Haye suhani hai

 

Female and Chorus : Yeh hoth gulabi kya kahna
Yeh gal sarabi kya kahna
Female : Kya kahna kya kahna

 

Female and Chorus : Yeh hoth gulabi kya kahna
Yeh gal sarabi kya kahna
Jhukti aankh mastani hai
Kya isi ka naam jawani hai
Jhukti aankh mastani hai
Kya isi ka naam jawani hai
Jhukti aankh mastani hai
Kya isi ka naam jawani hai
Haye jawani hai
Sajan ki yaad suhani hai
Haye suhani hai

 

Female and Chorus : Is dil ki ada par kaun mare
Is dil ki ada par kaun mare
Kaun aise iske naam kare
Kaun aise iske naam kare
Aaj apni kal begani hai
Kya isi ka naam jawani hai
Aaj apni kal begani hai
Kya isi ka naam jawani hai
Haye jawani hai
Sajan ki yaad suhani hai
Haye suhani hai
Sajan ki yaad suhani hai
Haye suhani hai….

Song Details

Official Video

Share this song: