Zoom Boombura Song Lyrics

Lyrics in Hinglish

Zoom Boombura Song Lyrics is a track from Tum Bin Hindi Film – 2001, Starring Priyanshu Chatterjee, Sandali Sinha, Himanshu Malik, Raqesh Bapat and Amrita Prakash. This song was sung Sonu Nigam. Music was composed by Ravi Pawar and lyrics work penned by Faaiz Anwaar.

 

Male : Zoom boombura zoom boombura
Is dil ne sapne kya kya sajaye
Is dil ne sapne kya kya sajaye
In sapno ka kya karoon
Is dil ne sapne kya kya sajaye
In sapno ka kya karoon
Na to mujhe pata hai yeh na dil ko hai khabar
Na jaane ab yeh zindagi le jaayegi kidhar
Na to mujhe pata hai yeh na dil ko hai khabar
Na jaane ab yeh zindagi le jaayegi kidhar
Is dil ne sapne kya kya sajaye
In sapno ka kya karoon

 

Male : Seene mein ye dard-e-dil dabaana hai mushkil
Ab apni mohabbat ko chupana hai mushkil
Main deewana to nahin phir bhi mujhko hai yakeen
Deewana tu karegi mujhe
Zoom boombura zoom boombura
Is dil ne sapne kya kya sajaye
Is dil ne sapne kya kya sajaye
In sapno ka kya karoon

 

Male : Uski hi tamanna mein machalta hai yeh dil
Dekhoon na mein jab usko to jalta hai yeh dil
Mere dil ki yeh lagi woh samajti hi nahin
Har pal main sochta hi rahoon
Zoom boombura zoom boombura
Is dil ne sapne kya kya sajaye
Is dil ne sapne kya kya sajaye
In sapno ka kya karoon
Na to mujhe pata hai yeh na dil ko hai khabar
Na jaane ab yeh zindagi le jaayegi kidhar
Na to mujhe pata hai yeh na dil ko hai khabar
Na jaane ab yeh zindagi le jaayegi kidhar

 

Song Details

Official Video

Share this song:

More from Tum Bin